View Single Post
Old
  (#23)
dard_thesorrow
main aur meri tanhayee...
dard_thesorrow has a spectacular aura aboutdard_thesorrow has a spectacular aura about
 
dard_thesorrow's Avatar
 
Offline
Posts: 1,413
Join Date: Jun 2004
Location: mumbai
Rep Power: 22
20th May 2005, 11:29 PM

rohin sir
aapne to khoob likha hi hai

O Sharabi! O Sharabi!
Dil ki dhadkan sun jara,
Kadmoon ko tu sambhal jara
Nashili aankhon ko tu khol jara
paimane mein hai sharab jara


my fav lines
main aapki halat samajh sakta hu
arz hai
"nasha ham karte hai ilzaam sharab ko diya jata hai par ye kambakht unhi ka to chehra hai jo hame har jaam me nazar aata hai "

fir bhi
jine ke liye peena hai zaroori
aur peene ke liye jeena hai zaroori


arz hai
meri khamoshi se bereham na ho aye dost
chalne wale bhi dam lete hai chalne ke liye
pee liya karte hai jeene ki tamanna me kabhi
dagmagana bhi zaroori hai chalne ke liye

waise hi yaha par bahut saari sharaab dekh kar pankaj udas sahab ka ek gaana yaad aya
bahut purana hai
hui mehengi bahut hi sharaab ke
thodi thodi piya karo
piyo lekin rakho hisaab thodi thodi piya karo
(aage ke lines dad se puch kar batunga-he's a big fan of pankaj sahab ki gazals)

so all i wanted to say is
ek mountain dew ki ad thi cheetah bhi peeta hai wali
arz hai
kaun kambakht jeene ke liye peeta hai
kaun kambakht marne ke liye peeta hai
ham to isliye peeta hai kyuki
cheetah bih peetah hai................

peete raho


main aur meri tanhayee..............

I Love Walking In The Rain Because Nobody Can See Me Crying

jootha hi sahi,
kaash koi mujhe bhi pyar karta.......
«´¨`·..¤-JuBin-¤..·´¨`»
(¸.·'´(¸.·'´* ¤ *`'·.¸)`'·.¸)

log dil ko dard samajhte hai,
ham dard ko dil samajhte hai.....

hui humse ye nadani ki teri mehfil me aa baithe,
ho ke zameen ki khakh aasmaan se dil laga baithe
{nt mine}
  Send a message via Yahoo to dard_thesorrow  
Reply With Quote