View Single Post
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
1st December 2010, 02:32 AM

Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

Waqt se halaat se hai baa khabar
Khair o shar ka is liye sangam hai wo


Masood Bhai ... Aadaab !

bahut khoob soorat andaaz ke saath aapne yeh ghazal kahi hai ... matlaa bhi meri pehli pasand raha ... upar ankit ashaar dil ke khaas kareeb rahen ... tamaam ghazal ko tahe dil se daad ... yunhi umdaa kalaamoN ke saath aate rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote