16th February 2008, 10:48 PM
[quote=krenil;271615][quote=dineshdharvi;271612][quote=krenil;271595]
wah yaar sach kaha hai mujhe bhi aisa hi lagta hai
is duniya me 3 log bahut khush naseeb hai
ek wo jin ko yaar milta hai
ek wo jin ko sachha pyaar milta hai
aur ek wo jise tumhare jaisa dost milta hai
wah wah dost kya khoob likha hai tumne
Na Naraj Hona agar me door chala jaavu
Na Kerna Dua agar me mar jaavo
Hamne Apne dil ki Nazro Main Basaya Hai Tumko,
Deepak Ki tarha Jalege agar Khuda ne Kabhi Aajmaya humko
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|