10th January 2008, 10:49 AM
Quote:
Originally Posted by krenil
wah yaar kya khub likha hai aapne hamare saath bhi kuch aisa hi hua hai
pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta
zaher dushman se liya nahi ja sakta
dil me basi hai ulfat jis pyaar ki
uske bina jiya nahi ja sakta
|
pyar ka nata hi kamjor dil se hota hai
jo tutne per zakham ke ehshash hota hai
kese kahe hum unse is zakham ki kya hai dava
jab dava ka asar hi uske paas hota hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|