Afshan...waah ap ki bhii jo apne humari tarif kii.....sach mai achha lagat hai jab ache dost apna waqt nikal kar humari post par reply karte hai....rahii kamaal kii bat tau woh karam hai unka jinnki badolt hum likha karte hai...
ap unki ko lajawaaB bole tau sahi hogaa....woh hai hii aese kyaa kareN....ke kabhi kabhi ap jese dost ko bhi tarif karne par amada kar deta hai...duaeN dije ga unnHe!!!
shukriya ke sath izazat chahunga.....