View Single Post
Old
  (#2)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 4th October 2010, 01:40 PM

Quote:
Originally Posted by Firoz Sayyad View Post
SDC ke chahnewalo, dosto, adaab. Kabhi ameeri aur gareebi ke bareinmein likh liya jaise....

Kahte hain har admi taqdeer leke paida hota hain, koyee ameer hai to koyee garib
Paidyeeshi ameerko kahi rank bante dekha hain, garib ko dhanwan bante
Ameer bhi chainse sota hain, shabab aur sharab ke saye mein to maya aur mamtake bhi
Gareeb bhi chainse sota hain, mehnat aur majdoori ke saye mein to maya aur mamtake bhi
Ameer reshmi rumalonmein Dhaka hain, gareeb bhi saste aur mamuli kapdomein
Akhir donobhi jeena jeete hain, sirf papi pet palne ke liye…..

Ameer apne apne shauk mein duba hain, gareeb do waqt ki roti ke khoj mein
Dono ko bhi kal ki fikra hain, ameer ko beet hue to gareeb ko anewale
Dono ka jeena wahi tak, jaha tak akhri sans chalti hain, maut to donoko anee hain
Ameer apne duniya me khoya hain, gareeb apni duniya mein
Kahi haweliya hain to kahi zopdiya hain
Ameer chan ke khana khata hain, gareeb ubalke khata hain
Dono bhi hazam karte hain, jo we khana khate hain
Akhir donobhi jeena jeete hain, sirf papi pet palne ke liye…..
firoz bhai
radhe radhe

nice job


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote