hi -
4th April 2007, 10:39 AM
sukun se Darr yu lagta hain,
Dard_e_dil ka,Alam tha,
Andhero ki adat itni thi,
ke roshni karNa,Bhul gAye.
wah wah sony ji kyaa andaaz hai bhut khub....har qita bhut pyara bana hai khaaskar upper likha qita ti gazab ka bana hai......meri daad pesh hai kabool karain.......raj........
un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
|