View Single Post
Old
  (#33)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
30th June 2014, 10:08 PM

Zidd sahib ki is baat se itefaaq rakhta hu...ki afsoon aur fusoon dono waahid hai....jaisaa ki ustaad suhraa Ke ashaar se saabit hota hai..lekin ghaurtalab ye hai afsaana se alif hataa De to milta hai fasaana .....isii tarah agar se alif hataa De to milta hai gar.....yaani alif hataane se bache lafz Ke baaqi hisse ki shakl me koi badlaaw nahi hota....lekin afsoon aur fusoon Ke muaamle me ye baat laagu nahi hai...jahaa alif hataane se fusoon milta hai......kyaa ye nukta koi ahmiyat rakhta hai??????

Last edited by zidd; 30th June 2014 at 10:55 PM..
   
Reply With Quote