View Single Post
Old
  (#10)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
15th November 2010, 12:49 PM

Asslam-o-Alaikum…!
Janab Masood Hassaas Saheb!Abhi Abhi Aap Ki Ghazal Parhi…..Or Parh Kr Dil Khush Ho Gaya…..
Boht Mukaml Or Dil Chuu Lenay Walay Ashaar Kahay Aap Ne….

Judaayi aap ki wallaah darde paiham hai
Gulon ko kaon kahe khaar bhi hain khaakastar

Jo aap bose kaa waada Karen to ye haq hai
Karun dehn ko main apne buye gulaab se tar

Tumhaare husn ne tohfe hazaar baante hain
Kisee ko dard ka tamghah kisee ko tegho tabar

Gunaah aap me apne badaa hi dilkash hai
Magar jhukaa na de Hassaas ye tumhaaraa sar

Ye Ashaar Mere Khayal Me Jaan-e-Ghazal Hain…..Yunhi Likhtay rahen Or Hamen Apnay Hunar Se Mustafeed Farmatay Rahen

ALLAH AAP KO AASAANIAN BAKHSAY

Duaon Ka Talib:




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote