View Single Post
Old
  (#16)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
30th June 2014, 09:41 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
zarra sahab...

Ek adna se sher ko aapne itni ahmiyat de di...meri samajh me nahi aa raha kin alfaaz me aapka shukriyah ada karun..

1) Typing mistake maine theek kar di hai....

2)Regarding "yeh" and "in" ..actually maine 122 122 122 122 behr use ki hai...kya "in"..is behr me fit hoga?...not sure????

3)..regarding nazreiN. ..well behr ki majboori thi ..warna kuch na kuch zarur add karti .....(waise nazreiN lafz khud fusoon ka pitara hai.aur kuch likhne ki zaroorat hi mehsoos nahi huyi.........)

chaliye khair...yeh bataiye afsoon lafz sahi istemaal hua ya nahi is sher me....?
Zainy ji, apne kisi bhi sher ko adna mat samajhiye, aur is ko to bilkul bhi naheen . Lafz Afsoon ka istemaal bilkul theek kiya hai aapne.

In bhi behr mein baithega. Agar koyee word consonant pe end kare aur agla word vowel se shuru ho, to sounds ko combine kiya ja sakta hai aur taqti spoken sound ke hisaab se hogi. To metrically yahan word banega "inafsoon" jiski taqti hogi 1221 jo aap ke selected behr ke mutabik hoga.


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote