Thread: "Pretty Woman"
View Single Post
loveeeeeeee u Roshni
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Love loveeeeeeee u Roshni - 14th November 2009, 07:45 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Mahfil ko Diya ka salam
ek pyaari si nazam mere sabse khas
SDC ki sabse pyaari my "Pretty womaN" k naam


Gaisoo.N jaise kale badal
sitaroN sa jilmil aanchal
kajraari aankhoN meiN kajal
tadpati hai teri paayal
dekh kar ye dilkash nazaare
kahkasha ka husn hai ghayal

mathe pe chamakti bindiyaa
urra leti hai sabki neendiya
us per kaano ki yeh bali
hayaa ki hai gaalo.n pe laali
Qaatil hai teri yeh adaa
chaal bhi kya khoob matwaali

haatoN mein mehandi ka rang
lafzoN meiN ishq ki farhang
kahti, jab ghazal mahfil meN
sunke rah jate hai sab dhang
ek chahat hai mere dil meiN
ta-umr guzaaruN tere sang

sab se karti ho bepanah pyaar
tum pe fida hai SDC pariwaar
hay tu mamtaa ki ek murat
chaand si pyaari teri surat
milta hai sukoon teri pahelu meN
jab so jati hu rakh ke apna sar

with lots of love
Diya


Roshni tumne muje ni-shabad kar diya.......abhi kuch nahi kah pauNgi......phir aauNgi teri es nazm par aur dil ki baat kahuNgi, abhi dil aur haath dono saath nahi de rahe....love u dear





~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote