Quote:
Originally Posted by Madhu 14
ham to samajhe the ke ek zaKhm hai bhar jayega
kya Khabar thi ke rag-e-jaN men utar jayega
.....
Waaahhhh....haseen kalaam share kiya hai aapne bahut khoob..
|
shukriyaa inki shayri mein dard hi itnaa hai ki daad khud-ba-khud nikal aati hai.......