Wah Rajeev ji Waah ..
Aaj bhi khuda ke ghar corruption kum hai , tabhi tau bechara sawa rupee meiN bhakton ki manokamna poorn kar deta hai ,,,Rajeev ji kam se kam 11Rs ka parshad tau charate , parmatma ke status ka sawal hai ...chalo uska status tau bahut bada hai , per aap ke status ka sawal hai ??
Sanjay Sehgal