View Single Post
Old
  (#10)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
19th July 2009, 07:51 PM



Khanak ji .......papa toh jiyadatar aise hi hote hai.........aapki poem padhkar aisa lagta hai.........aap apne papa ji se bahut piyar karti hai.......viase bhi papa ko betio se adhik prem hota hai.......mujhe bhi apni beti se jiyada lagav hai......uski har zarurat ka mai bahut khayal rakhta hu......

aapki rachna mai......papa ji ke prati jo samvedna nikal ke aai hai.....usse mera mann bhi dravit ho uthaa......bahut acha likha hai aapne ..........

aur kaise ho...........bahut time se aapse baat nahi hui........kuch busy ho aaj kal....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote