View Single Post
Warm Welcome
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Love Warm Welcome - 30th September 2014, 11:27 AM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
assalam walekum.
aadab doston


bohot bade waqfe ke baad aapki yeh dost hassoni,apne shayri parivaar me wapas aayi he.

umeed karti hu..ke aap me se kayi log mujhe apne parivaar...apne dilm jagah zarur denge,,,

or meri aane wali shayri ko sarahenge,,
sunita ji,,dhaval ji,,etc.......
ese kayi purane naam he,,,jinhe me har waqt yaad kiya karti thi,,,
aap sabhi ke post ko padhkar khush hoti thi,,


dar asal......MERE GHAR AAYI EK NANHI PARI..... MERI last post thi..
meri beti 4 saal ki ho chuki he,,

or ab mere ghar aaya he.....

EK NANHA RAAJ KUMAR
mera beta,,ARSHMAAN HASSAN
wo 10 month ka ho gaya he.


aap use bhi dil se duae dijiye.

ab aapki yeh dost naye sire se waapasi karegi,,INSHA ALLAH


KHUSH RAHIYE
APNA KHAYAL RAKHIYE.
ALLAH HAFIZ


aree wahhhh...mubarak ho Hassoni dear

aise lag rha hai ki abhi kuch waqt pehle ki baat hai jab aapne bataya tha ki aap shaadi kar rhi hai...aur aaj aap 2 bacchoN ki mom hai...waqt kaise nikal jata hai pta hi nahi chalta

Hassoni Dear...aapka teh-e-dil se suwagat hai SDC par

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote