Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Pehle kabhi yeh yaadein yeh tanhaayi na thi
Kabhi dil pe madhoshi chhaayi na thi..
Jaane kya assar kar gayi aapki baatein,
Varna iss tarah kabhi yaad kisi ki aayi na thi... ......nm
|
yaad hai tumhe ik din main
tera naam bhool gaya tha