View Single Post
Old
  (#35)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
17th June 2003, 07:47 PM

Maikash sahab ..

Bahut Bahut shukria Nacheez ke mashvarooN ko tavajjo dene ki ..

Main aapki baat se sahmat huN .. ki ..

Ghazal ki aik qism aur hoti hai jismeN ke har she'r aik ki subject par kahe jaane ki ijaazat hai aur yuN aisi Ghazal aik kahaani ki suurat meiN saamne aati hai aisi Ghazal ko "Ghazal-e-musalsal" kahaa jaata hai

maine to bas yoon hi aapki post padh kar ek common si ghazal ke bare me jikar kiya tha ..
Use durust karne ke liye shukria adaa karta huN ..

Ab ki ghazal writing pattern ke bare me jyada malumaat nahi magar According to old ghazal definition ek umda ghazal 5 se 11 sher ki paband hoti hai ..

dua ke saath ..


andaaz
   
Reply With Quote