15th April 2007, 12:45 PM
aapke ehsaas bahut achhe lage. kam lafzo kaafi kuch kah gaye
aise hi likhte rahiyega
reena
aksar yaad karte hain un guzre hue lamho ko
aksar yaad karte hain un tere diye zakmhon ko
kuch na baaki bacha hai jeevan mein hamaare
jo jeene ko saathi tu na raha
|