|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
27th July 2007, 04:00 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
taa>>>>
taasiir-e-chashm-e-tar na dikhaa duu.N to baat kyaa
un ko bhii ek din na rulaa duu.N to baat kyaa
Shamim Jaipuri
ya>>>
|
yaadon ka kaisa kohra hain kya khabar
jisme dhundhli si meri hi hasti nazar aa jati hai
rula na is tarah bhi e-bekhabar mujhe....
tere jaane ke baad bhi teri hi yaad satati hai
hai again
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|