View Single Post
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
22nd May 2010, 01:17 PM

Ritu Ji...... Jitni mujhe upaniyaas ke baarme samajh aur jaankari hai...uske tehat help zarur kar sakta hu....zidd sahab ne toh kuch jiyada bada upaniyaaskaar bana diya....aisa bilkul nahi hai....

Upaniyaas ke liye.....badi ekaagartaa ki zarurat hoti hai.....

kahaani ke bade roop ko upaniyaas kehte hai....pehle kahaani ke subject ka chunaav kare.....phir paatr iisthaan ghaataaon sambandhon ko silsilewaar aur ghoomaav deke jodhna hota hai........taaki padhne waale ki jigyaasa aakhir tak bani rahen....

likhne se pehle kuch acche lekhko ke upaniyaas padhiye...kahaani ko kaise shuru aur ant kiya jata hai....kiyonki upaniyaas ki shuruaat aur ant bahut maayne rakhta hai....

kuch abhiyaas hone ke baad kahaani ke paatr hi kahaani ko aage badhaate jaate hai.....isthaan aur ghatnaao ka chitran bhi acche se karna aana chaahiye...rishton ko samajhate hue .....unki samvaad shaili se kahaani bhatakni nahi chaahiye aur rukni bhi nahi chaahiye....balki aage badhti nazar aana hi likhakak ki kalakaari hai ....

aise toh isme bahut saari baate hai....aap likhna shuru kariye...jaha mushkil aaye ....puchhte rahiyega.....

yeh kuch basic hai .....inko dhiyaan me rakhke likhiyega....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote