View Single Post
Old
  (#7)
chandsi
Registered User
chandsi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,192
Join Date: Sep 2004
Rep Power: 21
31st March 2006, 11:28 AM

Vo rastye bhi sare rukse jate hai
Jab dilkye halaat badal jate hai
Gham to hai aap se juda hone ka
Har koi kaha manzil ko pate hai..

Shukra Guzar hai is Mahobbat ke
Jo aaj tak aap ham pe lutate aaye hai
Vaada karte hai na hoga kabhi kam
Pyaar jo ham sath leke aaye they..

Aankho mai nami dil udaas hai
Yaado ke kuch lamhe saath hai
Bhulenge na kabhi aap sabhiko
Sabse hasin ye dilke jasbaat hai

Bas aise hi khushiya lutana hai
Roz likhna aur muskura na hai
Naaz na pa saki manzil ko to kya
Aap sabhi ko manzil tak jana hai

Alvida na kahungi, kyoki dilka ye thikana hai..
Dost mile hai pyaare yaha unko na bhulana hai ..




Kahaan dekhi ho
...............raaston ko rukte huye
raaste jahan khtam huii
............. wahin ek naya raasta judii huii hai

zindagi main kaii sawaal jab uthte hain
.............prakarti main uske jawab chupe hote hain
shayad hum dekh nahi paate samjh hin nahi paate
.............na jaane kyoun sabki zindagi aise uljhi huii hai

sabhi ki yahi kahaani hai
…… ….door se hin dikhti sab haryaali hai
ek bhram hai kshitiz ka dikhna
………..warna sabhi ki ek_gum ki kahaani _bani huii hai

na udaas hona na thka ke haarna
……….jindagi hai jab tak chalet hin rehna
de na saath usska jo peeche choot jaaye
……………………..….insaaniyat rakhna
……………......…… issii main sachchaa sukh chupi huii hai



ALL THE BEST !!!


.........................................BYE AND TC


.................................................. ....................CHANDSII




.
Bada hua to kya hua jaisay paid khajoor,
Panthi ko chhaya nahin, phal laagen ati door.

Nahaye dhoye kya bhala jo man ka mail na jaay
Meen sada jal mein rahe par tan ki baas na jaay

Akath Kahani Prem Ki, Kutch Kahi Na Jaye
Goonge Keri Sarkara, Baithe Muskae





.................................bye and tc ..................
   
Reply With Quote