View Single Post
Old
  (#600)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 18th August 2014, 09:58 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post

mere hum-safar barhe shauq se deiN qafas ki mujh ko mubaarakeiN
mera raah-bar saiyaad ki bhi barhe jatan se safaayee de
-zarraa


sabhi hum-nasheen-e-chaman mere deiN qafas ki haNs ke mubaarakeiN
mujhe baaghbaaN saiyaad ki hai barhe jatan se safaayee de
-zarraa


wahhh zarraa saheb...

shair ke dono roop haseeN haiN.....

pehle shair ki apni aik khasiyat aur jagaH hai...
kyuN ke ussi ke wajah se aap ki aik behtareen ghazal mukamal huii!

aur dosre shair ne fusoon-e-alfaaz ke liye khaas jalway bikharay...

Allah kare zor-e-Qalam aur ziyaadaH! ..

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote