View Single Post
Old
  (#77)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
27th July 2011, 08:30 PM

good

guftagoo sahee rukh pe jaa rahee hai

ab koi eyk ghazal len aor us ki bah pe guftagoo karen taaki us se har eyk ko faayedah pahonchey

bahr me hai to kis wjah se hai nahi hai to us ki kiyaa wajah hai is ko zaroor bataayen taaki har koi aasaani se samajh sakey

is baat ka dheyaan den

ho saktaa hai aaj yah baat bahot zeyaadah faayedah na dey magar aisaa zaroor ho saktaa hai jab jab koi nayaa aaye to is se bahot kuch seekh ke jaaye

behtar ho gaa ki s d c ki koi ghazal le ke usee bahr me kisee ustaaz ki ghazal le len aor donon ko saath me rakh kar samjhaane ki koshish karen

yaa is se behtar koi soorat aap ki smajh me aaye to us ko bhi istemaal kar saktey hain
   
Reply With Quote