View Single Post
Old
  (#40)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
8th August 2011, 02:17 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
adaab
ye jaan kar mujhe khushi hui ki aap ko mujhe yaha dekh kar khushi hui…humse jitna ban pata hai hum apni tahezib barqarar rakhte hai…mujhe aur bhi khushi hui ki mere jawab ne aap ko itna hasaya jitna aap na kabhi hase the aur nahi hi kabhi hasenge…par mujhe samajh nahi aaya ki aap hase kyun??
Main jo geet ko refer kar rahi hun uski thodi si lyrics likh rahi hun…
ek hans ka joda
jisne pyaar mein
har bandhan toda
kadam kadam par
toofan aaye…

Fiji mein hans ka joda nahi hai toh kya hua pyaar toh hai…jis mein log har bandhan tod dete hain main materialistic cheez nahi dekhti emotions dekhti hun
Mujhe intezaar hai aap ke sawaalon ka

Shukriya
Regards

aadab,,

ye suna tha ke shaairi karne se insaan ya to shaair ban jata hai ya pagal mai shaair to nahi ban saka han pagal zaroor ho gaya hun mazrat.....khoob song hai ,,,mai gacha kha gaya tha ...allah apko khush rakhe .. Am very very sorry praneeta sahibah


dua go

qadeertoopchi

Last edited by abdulqadeert; 8th August 2011 at 02:22 PM..
   
Reply With Quote