|
|
Registered User
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
|
17th July 2014, 12:03 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
Yeh uljhan badi hai,yeh kaisi ghadi hai
Bhala behr me kaisay hongi yeh bateiN......
|
Quote:
Originally Posted by zidd
sabhi uljhano ko dhuaan kijiye ab
ab ikraare ulfat bhi karna bahar me
to ashiq kahega aree meri amma
ruko pahle jata hu galib ke ghar me
sunana tumhara phir ikraarnama
maren kam se kam apne hi to qabar me !!!
|
hai uljhan badi ye samajh me na aaye
kare kaise ikraar-e-ulfat behar me
mashooq ko galib ne jo Amma bulaya
to abba ne sidhe danda uthaya
mehngan pada unka ikraarnama
ekraar-e-ulfat ne kya Gul khilaya...
safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana
I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz
My smile is fake.......
Last edited by furqann; 17th July 2014 at 12:10 AM..
|
|
|