View Single Post
Old
  (#23)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
6th February 2013, 04:29 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Sab se pehle tou aapka bohat bohat shukriyaH Ahmad sahab... meri guzarish per aap meri ghazal per aaye...

aapki di gayi har salaah sar aankhon per...Aapki hausla afzaai aur daad ki mamnooN huuN mai...

maine saare mistakes note kar liye haiN....

jee maqte ko lekar maiN bhi zara confused hi thi...

Isme "saari" ka matlab hai..yeh ankheN ulfat ke saare raaz khol rahi haiN..

kyuN ke aakheN feminine hai maine "saari" lafz liya hai....

lekin shayed yahaaN "saare" sahi lafz hoga...not very sure...
Zainy JI.....!

Main Aapka Mashkoor HUn Jo Aap Ne Meri Adnaa Tajaaweez Ko Pasand Kia,

Aap Ne Maqta Ke Baray Me Jo Kaha, Us Lehaaz Se Yahan Qafia "SAARI" Nahi Aaye Ga, Aur " SAARAY" Hee Theak Ho Ga, Magar................ Is Tarah Ye Hum Qaafia Nahi Rahay Ga, Aap Ko Ye Misra Zaruuuuuuuuur Tabdeel Karna Ho Ga,.... Main BHi Is Ka Mutabdal Sochta HUn , Aur Aap Bhi Sochiye.......




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL

Last edited by AHMAD SHAKIL; 6th February 2013 at 04:31 PM..
   
Reply With Quote