Thread: Sawaal Jawaab!
View Single Post
Old
  (#32)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
17th June 2014, 07:56 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
aksar lafz baratne me aise lafzo ka sahara lena padta hai jiksi actually koi zarurat nahi..dusre shabdo me kahu to agar kuch lafz misre se hata diye jaayen aur us misre ke meaning me koi farq nahi pade, meaning suffer na kare, balki aur sharp ho jaaye to aise lafzo ko 'bharti lafz' yani ' filler words ' kahte hai.

ye kahne ki zarurat nahi ki aisa wahi shayar karta hai jo beherband misre likhna chahta hai...jisko beherbandi nahi karna hai unke liye ye discussion sirf academic hai.

ek theme ko decide karna , phir us theme ko beautifully lafzo me utarna , ek meter me , is exercise ko lafz baratna kahte hai.

aksar shayar ko bahut frustrate karta hai ye exercise. theme milti hai to lafz nahi milte ,dono milte hai to properly beher me arrange nahi ho rahe hai..jo arrange hota hai vo baat shayar kahna chahta nahi, jo arrange hota hai usse shayar mutmain nahi...phir shayar koshish karta hai...jab thak jaata hai to ek- ak filler lafz istemaal kar leta hai

kabhi meter badalna, kabhi lafz badalna, kabhi theme modify kar ke tasalli kar lena - ye sab shayar ke professional hazards hai.

shayad isliye hi munawwar rana ne kaha hoga

'humne lafz barat ne me lahu thook diya
aap to sirf ye dekhnege ki ghazal kaisi thi.'

jab sab kuch mil jata hai aur bus ek chota lafz addtion karna hai meter me fit karne keliye to shayar kabhi kabhi koi bharti ka lafz jaise 'hi' istemaal kar leta hai
aur sher defective ho jata hai

for example.

raha chand mujhse khafa khafa, na hi taare hi rahe rahnumaa
mere askh me base jugnuoo, se ye raat meri chamak gayi

ab yaha shayar ne frustrate hokar 'hi' ghused diya , jabhi agar ;hi; na ho to bhi us misre ki meaning zara bhi suffer na kare. balki jo first 'hi' hai usne misre ko kamzor bana diya.

i hope i was satisfactory in the explanation.
mere khayaal se jo log behr seekh rahe hain ya nausikhye hain majbooran aysa karte hain...like me......

ghair zaruri words add karke bas behr theek karna hota hai..

Mere khayaal se her sher me se ghair zaruri words ko hatana hi first homework hona chahiye....SAHI sher likhne ke liye..




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote