View Single Post
Old
  (#89)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th June 2014, 12:24 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Hahaha ..jee zaroor aadil sahab. ..ab inhi bikwaane ki zimmedaari aapki...ek ek sher ka ek lakh se kam nahi lungi..lol


Khaab ab din ko bhi, aankhoN mai utr aate haiN*
Raaz ki baat magr unko bataani hai ye

Meri palkoN pe sitaaroaN ko wo sajenyega
Dil e khushfehm ko ummeed jataani hai ye

Sard lehjo mai bhi tufaan utha sakta hai*
Ishq mai aankh se behta hua paani hai ye

Ishaq ki aag har ek dil mein laga jayega*
aesi barsaat ka jalta hua paani hai yeh

Wasl hai jheel se, kis darja ki khamoshi mai
Ishq ke jharney ka behta hua paani hai ye

Surkh, narangi, hara aur gulaabi sa bhi
Ishq ke rangoN se milta hua paani hai ye

Sard mausam mai bhi ye aag laga sakta hai
Aaye barsaat tou jalta hua paani hai ye

waahhhh zainy kahaan to ek sher nahi ban rahaa thaa kahaaan poorii ghazal likh ke baithii ho... kamaaal hai yaar..

wese ek baat bataaiye is ghazal ka matlaaa kahaan hai, hame nazar hi nhi aa raha, kya pata ho mujhe hi na dikh raha ho, ab umr bhii to itnee ho gayee hai.... uhhu uhhhuuu....


Shaad...
   
Reply With Quote