2nd October 2009, 12:28 AM
Uska Shukrya kuch es tra se Ada karon
Wo kare Bewafai Mai Sada Wafa karon
Meri Muhabat ne bas itna Sikhaya mujhe
Khud Mit jaoon magar Us k lea DUAA karun
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|