View Single Post
Old
  (#3)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
5th June 2007, 04:52 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Hame bhi shauk hai bazm ko is kadar sajane ka,
Doob jaayen nashe mein na hosh rahe thikane ka,


Aaj mat pila saaki jaam bar jaam,
Ghar jana hai mujhe intezaar hai kisi ke ane ka,


Yeh kehkar ham chal diye maikade se usdin,
Raat to intezaar mein kat gayi khabar nahi unke aashiyaane ka,


Waqt ne ek aur ranj kiya mere saath is baar bhi,
Khat aya usika Likha yeh raasta tha teri aadat chudane ka,


Aadaton ke hamkadam aadaton mein ulajh kar reh gaye,
Ham aadi the peene ke gam mein mauka mil gaya maikade jaane ka,


Samjha nahi aaj bhi woh meri in aansuon ko,
Main peeta raha saaki ke sang jaise daaman ho yaar ka,


Bas aur nahi jee sakta main is zindagi ko is kadar,
hara hua insaan hun ab mauka nahi hai jeet paane ka,


Mar ke mit jaane de aaj mujhko is pal is ghadi,
Ke ab bacha nahi mere paas kuch aur peene ke liye lutaane ka...
wah bohat khoob abrar sahib aaaj to aapne bohat acha likha hai sher bohat achay banay hain aur matlab bhi wazah hai likhte rahiye khush rahain


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote