mai bhi ek kaccha sher yaha post kar deta hu...last me chamkayenge...
koi aur chahe to haath saaf kar sakta hai apna.
...ulaa jalebi ki tarah bana hai...lol...yes -no-yes-no
Mai bhi ashiq ,nahi hone ka, bharam rakh lunga
Tum bhi kah dena ke afwaah puraani hai ye