View Single Post
Old
  (#526)
apnekahamilte
zindghi aur mout ka safar
apnekahamilte is on a distinguished road
 
apnekahamilte's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Dec 2007
Location: har kisi ke dil me
Rep Power: 17
28th December 2007, 01:25 AM

[quote=dineshdharvi;263778]
Quote:
Originally Posted by apnekahamilte View Post

wah dost

Chand adhura hai sitaro ke bina,
Gulshan adhura hai bahaaro ke bina,
Samundar adhura hai kinaro ke bina,
Jeena adhura hai tum jaise yaaro ke bina
wah kya baat hai

Na sathi hai koi, na humsafar hai koi, na hum kise ke na hamara hai koi, par aap to dekh kar keh sakte hai, ki DOSt hamara bhi hai KOI!!!!!!

Na tamanna hai hazaro ki, Na hi tammana hai sitaro ki, Jab aap jaisa DOSt hai to kya zarurat hai BAHARO ki …..

Dosti ka pehla paigam aap ke naam, Zindagi ki aakhri sham, Iss safar mai humsafar hai hum dono, Is Dosti ko hai NIBHANA aap ka Kaam?

Zindagi ki raho mai bahuat se yaar milenge, hum, kya humse bhi acche hazaro milenge, in accho ki bhid mai hume na bhula dena, Hum kaha aapko bar bar milenge……….



isse padhi aur bataye


bename se hoghe hai hum
bename hai hamari zindghi
koi to hume koi name de do
varna bename si mout ho jaeghi hamari




Main Ne Poocha
Keh...
Zindagi kya hai???
Hanss Parray PHOOL
Ro Parri Shabnam !!!

   
Reply With Quote