Quote:
Originally Posted by mausam
Ashqon ka kya hain woh to to bewaqt chale aate hain
Dil ke dariya main uhi toofan macha jaate hain
AAj shayad bahut udas hoon mein..
isilye apne kaajal ko baha dene ka man kiya hain.
|
"Sawan ka majja chahiye to aa baith jao meri ankho mei.n,
sawan to ek baar barsata hai, par yeh saal bhar barsati hai.n"
-sunita virender