16th February 2008, 09:42 PM
[quote=krenil;271544]wah lamha kya baat hai
bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte
yu kisi ka jaam hum piya nahi karte
unse kahe do mahobat ka izhaar aakar khud kare
yu kisi ka pichha hum nahi karte
yaar aisa nahi kehte hai
pyar karke uske sath hi to rehte hai
kya ferk padta hai agar vo izhaar nahi karte hai
fir bhi aankho se aansoo to dono ke behte hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|