Thread: ek guzaarish
View Single Post
Old
  (#2)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
23rd August 2009, 04:26 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
aap dosto.n se ek guzaarish hai ke aap jab kisii bhii Ghazal/nazm ko paDhe.n to chup chaap paDh kar hii naa guzar jaayaa kare.n, apney ta'asuraat/raa'ey se nawaazaa bhii kijiye. meharbaanii hogii. is se likhane waale dost ki hausila afzaaii hotii hai...

har likhane waala ki koshish rehti hai kii hameshaa achchha hii likhe, aur yeh hamaara farz hota hai kii, ham usay bataaye.n kii ,us ne kaisa likhaa hai, us kii kamiyaa.n bataaye taakii, woh aur behtar likh sake..ummeed hai aap sab dost is par zaruur dhyaan de.nge..

shukriyah aap sab ka

Mayank

mayank bhai apne bahut acha kiya jo ye post apne banadi. kyu ki muje hi gazal likhna nahi aata hai aur jese likhta hu vese bhej deta hu. kyu ki use padhne wala koi nahi hota hai to jese likha vese bhej diya. koshish hamesha yahi rehti hai ki achi gazal likhu per kabhi likh nahi paya. ab apne ye post banadi hai to jarur hame bhi thoda hosla milega ki hum achi gazal likhe. aur kaha galat likh rahe hai ye bhi pata chal sake.


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein

Last edited by Mayank; 23rd August 2009 at 04:58 PM.. Reason: codec
   
Reply With Quote