View Single Post
Old
  (#566)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
13th August 2014, 10:44 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Zarraa saheb.. kal hum thode se free the, aur mood meiN bhi the ke kuch shayri ki jaye..
fusoon ka lafz 'azaab' bhi zehn meiN tha.. toH younhi aapas ki guftugu ke doraaN
Naaz aur iss na-cheez ne yeH Qit'a tarteeb diya....


woh haqeeqat na sahi saraab to hai
lamha ba lamha toot'ta azaab to hai
phad raha hooN jese khiyaal ki tehreer!
haath meiN mere ik kitaab to hai!

saraab : mirage, illusion
Wwwwwaaaaaahhhhhhhh !!! Kya husn kya adaayegi kya raanaaiyaan hain is qit'a mein...waaqayee, fursat se taraasha hua lagta hai Dheron daad aur bahaut si mubaarakbaad aap ko aur N@zneen ji ko


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote