View Single Post
My Introduction- Iftakhar Ahmad Siddiqui
Old
  (#143)
iftakhar_ahmad
Registered User
iftakhar_ahmad is on a distinguished road
 
iftakhar_ahmad's Avatar
 
Offline
Posts: 31
Join Date: Oct 2014
Location: Jaipur
Rep Power: 0
My Introduction- Iftakhar Ahmad Siddiqui - 30th October 2014, 09:57 PM

Forum Name- iftakhar_ahmad

Real Name- Iftakhar Ahmad Siddiqui

Sex- Male

Abode- Gopalganj, Bihar

Birthday: 12-Oct-1985

Sun Sign: Never checked

Favorite Drink: Pomegranate juice/Appy Fizz/Chicken Soup

Favorite Food: Rice and Fish Curry

Favorite book: I don’t’ read books

What you hate: Waiting for my turn in a queue or waiting for someone/unnecessary norms

What you love: My family, friend, kids.

Movies- The message, 300, Troy, Gladiator, Rang de basanti, Ajab Prem ki ghazab kahaani

Music- Sufi and Pop

About You- MaiN bahut neyk dil insaan huN, mujhe doosroN ki madad karke bahut khushi hoti hai. MaiN thoda shy nature ka insaan huN, nai jagah, naye logoN ke beech adjust/comfort hone meN time lagta hai, lekin ayk baar comfort zone meN aa jaane ke baad koi dikkat nahiN hoti. MaiN kaafi khush mizaaj insaan huN, waqt pe haNsi mazaaq, comedy bhi kar leta huN.

Hobbies- Touring, horse riding, writing.

Interests- Research & Diagnosis, Programming, Designing, playing Chess.

Secret Desire- I never tell.

One word/phrase u use regularly: Oh My God/ Aay haay haay haay.

Memorable moment: When I was selected for my district cricket team.

Special Thing about You- Nothing such

A Picture, Which Resembles You- My Self

Favorite Shayar- Allama Iqbaal, Shaad Azeemabadi, Munawwar Rana

Favorite Shayar on SDC- Yet to judge, I am new here.

Favorite Sher or lines-

Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud pooche bata teri raza kya hai – Allama Iqbaal

Tune ye kya ghazab kiya mujh ko bhi faash kar diya
MaiN hi to ek raaz tha seena-e-qaaynaat meN- Allama Iqbaal

Favorite Song- Its rocking, Ya Ali.

How You came to know about the website- While googling on Internet for poetries.

Your favorite form of reading or writing- Ghazals.

A few lines written by you-

Ek Rubaai aur meri mukhtalif ghazloN se kuch chuninda ashaar:

Dekho mera chehra, ye aqs-e-sadaaqat hai
Iss duniya meN meri, pehchaan sharaafat hai
Duniya ke rasmoN se, anjaan meri duniya
Allah ka banda huN, Allah se nisbat hai


Baargaah-e-Ilaahi yak jaa hai
Hai gharaz jisko chal k aaega

Dhadakta hai jo seene meN mohabbat ka samander hai
Zara tum khol kar dekho kabhi fursat se dil mera

Ye ishrat door hi rakkho
Mujhe duniya chalaani hai

Ye faqeeri to uska dhandha hai
Sant ke bhes meN darinda hai

RanjisheN Iftakhar se kyuN kar
Dil malak sa hai, neyk banda hai

Dil meN ishq agar na ho to dunya hai weeraan
Na masjid meN Allah, na mandir meN Bhagwaan

Whom you had read here before registration and why-
Zarra, Taish, Parveen Komal and may be more I have read, I don't know since I am very new here.

SDC pe aapka sabse qareebi ya sabse ahcha dost kaun hai- Abhi to koi nahiN, abhi recently join kiya hai.

aap kin kin logon se SDC ke personally mile haiN- Kisi se NahiN.

Two lines for this great place, i mean our shayri.com-
As of now, have seen good enthusiasm for poetry, very energetic people.


Dekho mera chehra, ye aqs-e-sadaaqat hai
Iss duniya meN meri, pehchaan sharaafat hai
Duniya ke rasmoN se, anjaan meri duniya
Allah ka banda huN, Allah se nisbat hai

Last edited by iftakhar_ahmad; 30th October 2014 at 10:11 PM..
   
Reply With Quote