View Single Post
Old
  (#13)
nalinmehra
The Lost Poet
nalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nice
 
nalinmehra's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: Nov 2008
Rep Power: 20
8th May 2009, 10:28 AM

Buland bhai, apne is nacheez ki tareef kari, apka bahut bahut shukriya.....
is poem ka shrey meri didi ko jaata hai, woh hai hi itni acchi ki, meri jagah koi aur bhi bhai hota, toh woh bhi aisi kavita unke liye likh jaata.......

tareef ke liye phir se shukriya

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Guddu ji 1st of all thanx 4 ur precious time,whch u spent on my request...

sach me maine bhai behan k pyaar k upar likhi ye pehli poem padhi hai, wakai kunaal ji ne sahi kaha, is rachna ko tareef k lafzo se nahi tola ja sakta...
Aapke ehsaas bahut he khoobsoorat hain...
Aapki poem ko padh k lagta hai k aapki Pari didi aur Aap dono he khushnaseeb ho...

Shayad aapki pari didi aapse badi hain,
meri b 2 behan hai lekin mujhse choti hain...

Kaash meri b koi badi didi hoti aapke jaisi...
To mai aapki poem chura k unko dedicate kar deta

neways Thanx again bhai...



Nalin

Uski Har "Uff" pe hum apni jaan lutate rahe,
Uski Shaqsiyat ko karke buland hum khudko mitate rahe,
Raahe-e-mohobbat me hamne kuch yun paya sila wafa ka,
woh dete rahe zakhm pe zakhm aur ham muskurate rahe




Please Honor me and my creative writing by visitng my website @ www.nalin-mehra.blogspot.com
   
Reply With Quote