View Single Post
Old
  (#558)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
13th August 2014, 10:31 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Zarraa saheb.. kal hum thode se free the, aur mood meiN bhi the ke kuch shayri ki jaye..
fusoon ka lafz 'azaab' bhi zehn meiN tha.. toH younhi aapas ki guftugu ke doraaN
Naaz aur iss na-cheez ne yeH Qit'a tarteeb diya....


woh haqeeqat na sahi saraab to hai
lamha ba lamha toot'ta azaab to hai
phad raha hooN jese khiyaal ki tehreer!
haath meiN mere ik kitaab to hai!

saraab : mirage, illusion
waaaaahhh!!! Hassanbhai waaaaaaaaaaaaahhhhh!!!
kya baat hai, kya khubsurat khayaaloN se pur qitta paRha hai.....

daad hi daad hamaari jaanib se



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote