View Single Post
Old
  (#16)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 3rd September 2007, 02:56 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
MASHA ALLAH,
DOST, aap ka koi jawab nahi.bahut hi khub.aap ki is gazal ne to dil ko chu liya..........dard ko bayan karna koi aap se sikhe............. dard kabhi mazaa nahi deta ,ye to dil ko behlane ki baatein hai...............mohabbat aur dard ek saath chalte hai,dono ek dusre ke bina adhure hai...............mohabbat mai dard na ho to mohabbat ki ehmiyad ka ehsaas nahi rehta.............aap ke gazal ka jawaab dena chahungi..........plz gaur farmaye.............

WOH MILE HUMSE KAHANI BANKAR,
DIL MAI RAHE PYAAR KI NISHANI BANKAR,
HUM JINHE JAGAH DETE HAI ANKHON KE ANDAR,
AKSAR WOH BEH JATE HAI PAANI BANKAR..........


umeed hai aap ko ye sher pasand aayega...........
AAP KI DOST,
LAMHA......
LAMHA JI .............bahut bahut shukriya joapne mera kalaam pasand kiya kuch kuch dard ese hotey hain jo maza bhi detein hai....................aap ka main bahut mamnoon hoon...............khush rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote