View Single Post
laayee hayaat aaye kazaa - Zauq
Old
  (#1)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
Thumbs up laayee hayaat aaye kazaa - Zauq - 19th October 2013, 09:23 AM

laayee hayaat aaye kazaa le chali chaley
apni khushi na aaye na apni khushi chaley
behtar to hai yehi ke naa duniyaa se dil lagey
par kyaa karen jo kaam na be-dillagi chaley
duniyaa ne kis ka raah e fanaa mein diyaa hai saath
tum bhi chaley chalo yoon hi jab tak chali chaley
jaate hawaa e shauk mein hain is chaman se Zauk
apni balaa se baad e sabaa ab kabhi chaley



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote