View Single Post
Jitni Buri kahi jaati hai utni buri nahi hai duniya
Old
  (#54)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
Jitni Buri kahi jaati hai utni buri nahi hai duniya - 31st October 2015, 06:40 PM

Doston ek bahut hi sachhi aur masoom si ghazal Nida sahab ki mehfil mein rakh raha hoon....

Jitni buri kahi jaati hai utni buri nahin hai duniya,
bachchon ke school mein shayad tum se mili nahin hai duniya
Chaar gharon ke ek mohalle ke baahar bhi hai aabaadi,
jaisi tumhe dikhaayi di hai sab ki wahi nahin hai duniya
Ghar mein hi mat usey sajaao idhar udhar bhi le ke jaao,
yun lagta hai jaise tum se ab tak khuli nahin hai duniya
Bhaag rahi hai gend ke peechhe jaag rahi hai chaand ke neeche,
shor bhare kaale naaron se ab tak dari nahin hai duniya



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote