View Single Post
Old
  (#39)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
1st July 2014, 11:01 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mujhe nahi lagta ...magar agee badte hai...dekhte hai kaha pahuchte hai.


ek aur pahle jaisa similar exaple deta hu...haa, mahaz alif hatane wali aapki baat alag..ye namuna uspar nishandehi, ya usse wabasta nahi....just for info...aapke alif hatane wali baat ka ye namuna nahi hai..kyuki yaha vo case nahi...pahle wala case hai.
.halanki dono ke nuance me farq hai...magar ek se hai dono...again both are persian derived...but i am guarded and say' maybe'

in literature one can never be very very sure...


afsurda---fasurda...

----------------------
u may have a point, u may not have a point...

more examples are required ...koshish kijiye ..kuch aur namune mile...
lets seee, where we arrive at.
Ek aur missal agarche aur garche ki hai......lekin mera andaaza yahi hai ki fusoon aur afsoon dono waahid hai aur zaroorat padne par inhe jama'a bhi istemaal kar sakte hai.....just like jaadu......fusoon aur afsoon hame bahr Ke mutaabiq chune jaane ki chhuut dete hai......Bas ustaad shaayro Ka koi sher mil jaye jahaa'n fusoon / afsoon ko jama'a liye gaya ho.
   
Reply With Quote