Adaab..... -
9th December 2001, 08:19 AM
Aap logon ne to ise gulaam bana liya hai nazia ji.....
aapki marzi ke bina kahan jayega maikasH....!!
itni izzat dene ka tah-e-dil se shukarguzaar hun....!!
adaab
maikasH
.........................................
is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai
maikash
...............................
|