View Single Post
Re: "Iqbal" aur "Ghalib", ek hi beher mein
Old
  (#2)
sahar
Registered User
sahar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Jun 2003
Rep Power: 0
Re: "Iqbal" aur "Ghalib", ek hi beher mein - 10th June 2003, 10:21 AM

AOA Sahil Khan.
u have shared very marvelous ghazal by two ASATAZAA
Iqbal's ghazal is in long beher as compared to Ghalib's ghazal.
Qaafia is not exactly the same . there is a little difference if you see.
Iqbal ki ghazal main SOOFIANAA rang buhat zyada jhalak raha hai.. aur ye kafi had tak ISHQ-E-HAQIQI se qareeb tar hai. jabkae Ghalib ki ghazal main ISHQ-E-MAJAZI zyada numaayaan hai.

yehi kuchh differences nazar aaie..
zahir hai ke Ghalib ne Iqbal se inspire ho kar to nahi likhi hogi ghazal... it might be possible is ke opposite baat ho.. but .. but.. its not necessary .. becuase donon ki zameen main difference hai.... its not exactly the same.

donon ghazain hi behad haseen hain.
IQBAL ki is ghazal ka mera pasandeeda shair ye hai ;

na kahii.n jahaa.N me.n aman milii jo aman milii to kahaa.N milii
mere jurm-e-KhaanaaKharaab ko tere azo-e-ba.ndaa-navaaz me.n

aur GHALIB ki ghazal ka mera pasandeeda shair hai;

mujh tak kab un kii bazm me.n aataa thaa daur-e-jaam
saaqii ne kuchh milaa na diyaa ho sharaab me.n

Thanks for starting a good thread.
SAHAR

p.s. can u help me out how do I change font, color, bold etc in a message ? thx

Last edited by sahar; 10th June 2003 at 10:26 AM..
   
Reply With Quote