View Single Post
Old
  (#58)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
1st September 2015, 10:14 AM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Chaliye humne is film ke kaafi aache aache gaane sune par ek geet hai jo thoda hat ke hai....

S.D.Burman sahab ne is gaane mein Rafi sahab ko use karke kya khoob experiment kiya hai...kya aapko maaloom hai ki is gaane ki recording se pehle yeh baat khoob charchaa mein aayi thi. Sabne pucha ki Amit ki awaaz kishore hai to phir yeh gaana rafi sahab ko kyun diya gaya?

Majraa yun hua ki Kishore da yeh gaana gaane se saaf inkaar kar diya tha, chunki film music based yeh baad producers ko bahut ajeeb lagi ki ek gaane mein alag singer ajeeb lagega..


Kehne waale kehte hai ki script mein ek dialogue tha after the song (tere bindiya re)ended that “ the character of Jaya was a better singer than the character played by AB which is why Kishore da didn't wanted to do this song.

SD Burman approached Rafi sahab to sing it and the gentle and simple giant without even thinking of the script agreed to sing although sources close to Rafi Sahab also told him to give this song a miss. Rafi Sahab was unique in all ways and above any such fears and apprehension. Also this demonstrated the admiration and respect Rafi sahab had for Dada Burman.

Yeh gaana Rafi saahab ne gaa kar amar kar diyaa...


Hmm... ho.. Teri bindiya re
Aaye haaye teri bindiya re
Teri bindiya re
Aaye haaye teri bindiya re
Sajan bindiya le legi teri nindiya
Re aaye haaye teri bindiya re

Tere maathe lage hai yun
Jaise chanda taara
Jiya mein chamke kabhi kabhi to
Jaise koi angara
Tere maathe lage hai yun
Sajan nindiya...
Sajan nindiya le legi, le legi, le legi
Meri bindiya
Re aaye haaye tera jhumka re
Aaye haaye tera jhumka re
Chain lene na dega sajan tumka
Re aaye haaye mera jhumka re

Mera gehna balam tu
Tose sajke doloon
Bhatakte hain tere hi naina
Main to kuchh na boloon
Mera gehna balam tu
To phir yeh kya bole hai, bole hai, bole hai
Tera kangna
Re aaye haaye mera kangana re
Bole re ab to chhoote na tera angna
Re aaye haaye tera kangna re

Tu aayi hai sajaniya jab se meri banke
Thumak thumak chale hai jab tu
Meri nas nas khanke
Tu aayi hai sajaniya
Sajan ab to..
Sajan ab to chhoote na, chhoote na
Chhoote na tera angana
Re aaye haaye
Tera kangna re
Sajan ab to chhoote na tera angna
Re aaye haaye tera angna re


waah ji gana no doubt bahut pyara gana hai....par aapke facts ne ise aur bhi pyara bana diya....mujhe pata hai aap rafi sahab ke bade wale fan hain...mujhe bhi unki awaaz bahut pasand hai aur shayad hee koi ho jisko unke gane pasand na hon...magar aapne jo wakiya share kiya use padhkar unke liye respect kuch aur badh gayi hai dil me...us mahaan singer ko mera salaam...aur unke fan ko bhi....

yoon hee aate rahiye.....
khush rahiye....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote