Quote:
Originally Posted by jawed
Sahi kaha aapne Lamha ji...."agar ishq ki manzil pana itna aasan hota ,to shayad zindagi mai koi dard hi na hota"
Ab iske aage....
Bujha sakaa hai bhalaa kaun waqt ke shole..
Ye aisii aag hai jis mein Dhuaan nahin miltaa
Tere jahaan mein aisaa nahin ki pyaar na ho
Jahaan ummid ho is kii vahaan nahin milta..
|
kya baat hai JAWED...............aap to is mehfil pe cha gaye hai...........................bahut khub..............
ab aage......................
rone se gham-e-dil ka guzara nahi hota,
har shaksh dil ka sahara nahi hota,
us roz lagta hai bekaar jiye hum,
jis roz zikr tumhara nahi hota..................