View Single Post
Old
  (#2)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
5th November 2006, 05:27 PM

dhaval miyaa.N aadab
kaise ho yaar

Zindagi se skhikwa kaise karu main,
Maine to apno se hi chhot khayi hai.....

accha khyal hai

Jise chaha tha main bde dil-o-jaan se,
Pata chala aj wohi sab se parayi hai.....

kabhi kabhi esa hum sochte hai yaar per vastab main esa nahi hota

Dil se niaklu bhi Kaise main ab use ,
Wo meri har dhadkan me samayi hai....

gour se socho jara shayad iski jaroorat hi na pade

Zakhm dene ki adat hai usko shayad,
Usike wajhse ankho me nami chhayi hai...

nahi esa wo jankar to nahi karti na ho jata hai yaar

Sada Maaf kiya maine uski har galti ko,
Wo aj mujhe dard ki dehliz par layi hai....

lo kar lo baat yaar fir wahi rona ......

Wade karti thi bahot shaan ke sath wo,
Jhoothi ummide dil me usne jagayi hai.....

Socha tha maine apne pyaar ke liye,
Pyar me hamare to bahot hi gehrai hai.....

haan to isme kya shaq hai yaar

Aaj ankh khuli to paya “dhaval” ne,
Sath dene ko uske sirf uski tanhai hai.....

are ab lagta hai fir koi serious mamla hai yaar
amaa.N kya hua koi batayega mujhe..................

sun rahi ho na...... ab jaldi se batao kya hua hai...........

bye jawab ka intzar rahega taro
dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote