15th September 2005, 03:03 PM
hi,
luvpriya yaar maine puchna chaha tha ki jab koi hamrai jindgi mai aata hai aur aake wapas chala jata hai tu kyoun woh hamari zindgi main aata hai .
why do we fall in love
why do we grow in pyaar
why do we belive in it
why do we grow in it
kyoun lagata hai koi aankho kho itna accha
ki nazar usi pe taher jaati hai
kyoun deta hai koi itna dhokha ki dhadkhane saath chod daati hai
hope now u can able to ans me
zindgi ki talash main
ek hara hua ashiq
(apoorv)
|