View Single Post
āġhāz to hotā hai anjām nahī hotā
Old
  (#1)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 54
āġhāz to hotā hai anjām nahī hotā - 27th October 2017, 02:46 PM

āġhāz to hotā hai anjām nahī hotā
jab merī kahānī me vo naam nahī hotā

jab zulf kī kālak me ghul jaa.e koī raahī
badnām sahī lekin gumnām nahī hotā

has has ke javā dil ke ham kyuu na chune TukḌe
har shaḳhs kī qismat me in.aam nahī hotā

dil toḌ diyā us ne ye kah ke nigāho se
patthar se jo Takrā.e vo jaam nahī hotā

din Duube hai yā Duubī bārāt liye kashtī
sāhil pe magar koī kohrām nahī hota

unkwon shayar


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote